Ahbab…

Chand vajuhato se ruthe h ahbab mere…
Unhe manau ya chup reh jaun…
Kuch Alfaz likh hi dun unhe…
Ya apne hi azam main mehdud reh jaun…

Yun kured nhi pata hr Roz apni rooh ko…
Ki kuch iztiraab baya kr sake wo bhi…
Yun Ghast nhi laga pata hr Roz apne hi halat pr…
Ki koi ranjish suna sake wo bhi…

Kuch likhne ki khwahish kru bhi, toh…
Ye sehri mazma thahrne nhi deta…
Shor krne ki kosish nhi krta main…
Sabk apne tizarat h is khitte mein…
Kis-kis ki majburyion ka hisab lagaun…
Kis-kis ki Sunu, kis-kis ko sunaoun…

Lekin, Jafaa k tarane sune h bht se Maine…
Shikayato ka sauda krun aaj…
Ya Aaj bhi chup hi reh jaun…
Kuch azeez h wo bhi Mere…
Lamho main simat si rahi zindagi k bol unko bhi sunaoun…
Ya apne hi azam main mehdud reh jaun…

 

-Tanay/Abhinaw

Na Jane kyu?

Anand Abhinaw

~sun sea shore~

Na jane q?
Kbi divaro main band jo
akela na tha.
lakho ki bheed main aaj
tanha wo q hai..?

kavi saam dhalte hi
sapno main doob jane ki aadat thi usey,
aaj in thandi raato main
jaaga wo q hai..?

kbi jindgi talashti thi
thikana apna
uski muskurahto main.
q khafa ho gai adhre uski ?
simti hui chand alfazo main
na jane q.?

kbi chalta jo
thndi hwaye b lehra uthti thi.
jise kbi rukne ki aadat na thi.
wo tehar gaya h aj kaise
in andhyari raaho main.
na jane q?

aankhe inkar krti hai
nashe main dhut hone se uski.
sayad kch unkahe, adhure
armaan chipe ho
fir q mujhe dikhte nhi.?
talaash raha gehraiyo main
par hashil jaise
kuch b nhi, na jane q.?
jb b dekhta hu in aankho main,
dikhti h 1 kahani nayi,
tu-ta-te jajbato ki sayd ye jubani nai,
fir khud…

View original post 13 more words